BHIM app kaise download kare aur istamaal kare?

How to download and use BHIM app?


Hi dosto
BHIM app ko bahut hi asaan banaya gaya he taki har koi insaan isko chala sake aur cashless india ka sapne b ho sake
modi ji ne ye app sab bharatbhasyio k liye banaya he taki har koi iska istamaal kare aur desh ko cashless me madad kare. is app se aap koi b payment transfer kar sakte he , payment receive kar sakte he , saath me kisi b shop se QR code scan kar ke payment kar sakte he
to aaiye sikhte he ki isko download kaise kare aur kaise istamaal kare .

Step-1.sabse pehle google playstore pe jaye aur type kare bhim app ya fir  yaha click kare







Step-2.ab install kar le, uske baad open kare yeh kuch aisa dikhega jaise niche he




Step-3.next pe click kare image 1. pe ushke baad image 2. pe fir next click kare

Step-4.fir ek naya page khulega uspe apka wo mobile number dale jo apke bank account se connected he confirm hone k baad apko ek 4 digit ka pin chunna he aur is pin no. ko jaad rakhe.



Step-5.ab ek list khulegi jisme lagbhag 35 bank k naam honge ,isme se apna bank select kare jisme apka account he.



Step-6.ab jab b payment ya paise transfer karne ho to amount select kare aur wo hi 4 digit ka pin no. dale aur ho gayi payment.


Agar fir b koi problem aye to niche comment box me comment kare  ,
Me apki poori help karuga .




Post a Comment

3 Comments

thank you dost