copyright ke bina free me image kaise download kare?

How to get copyright images from google?



Hi Dosto,

free me image download ho jati he lakin wo image copyright protected hogi mean ki aap us image ko modify nai kar sakte aur us ko commercially use nai kar sakte .


Copyright kya he
koi b insaan agar koi b cheez khud banata he fir chahe wo koi painting ho , image ho, koi art ho ,koi b music ho ,video ho etc to wo uski banayi cheez uski ijajat k bina koi istamaal nai kar sakta yahi he copyright .

lakin kuch aisi images hoti he jo internet me dali hoti he aur uska istamaal hum kahi b apni website pe ,blog pe, ya fir kuch banane k liye use kar sakte he , ye images hum google se search karke download kar sakte he aur kahi pe istamaal b kar sakte he bina kisi ki ijajat ke .
dosto aaj me apko batane ja raha hu ki aap agar koi images chahte he jo ki bina kisi ki ijajat ke istamaal kar sakte he to 
Step-1.sabse pehle www.google.co.in open kare



Step-2.ab kuch b search kar lo maan lo hum flower ki image chahte he
to flower likhe aur search kare, uske baad jo page open hoga uspe image pe click kare jaise niche bataya he


Step-3.ab aapne setting pe click karna he uske baad advanced search pe search karna he jaise niche bataya he



Step-4.uske baad jo page open hoga aapne uske last option usage rights pe jana he.


Step-5.ab aapne free to use,share or modify ,even commercially k option pe click karna he
aur uske baad advanced search pe click karna he 


uske baad aap jo image dekhge usko download kar skate he bina kisi ki ijajat ke , aur kahi b istamaal kare.

Agar fir b koi problem aye to niche comment box me comment kare  ,
Me apki poori help karuga .



thank you,


Post a Comment

0 Comments