1G , 2G , 3G , 4G aur 5G kya hota he?

What is 1G , 2G, 3G, 4G aur 5G ?


Hi Dosto ,

jab hum baat karte he wireless ki to hum mobile phone k baare me sochte he ,lakin dosto wireless he kya? 




wireless ek aisa network he jisme koi b wireless ka istamaal nai hota . sabse pehle Alexander graham bell ne 1874 me telephone banaya jisme wire ka istamaal hua tha isko wired phone kehte the.sabse pehla full mobile call norway me start hue, saath me pehla GSM call finland me suru hue thi 1991 me.

1.      1G ka matlab hota he 1st generation (yaha G=generation he) isme hum keval ek hi country me call kar sakte he , aur ye analog signal istamaal karta he, iski speed thi 2.4 kb/s , aur yeh pehli baar 1980s me USA me launch hua tha , isme network sign G aata tha means GPRS (general packet radio service) .

2.      2G technology GSM pe aadharit thi , iski speed 64kb/s thi, isme ab hum mms , sms , picture msg b bej sakte the , aur yeh digital signal bejti thi saath me .yeh 1991 me finland me launch hue , isme network sign E aata he mean EDGE (enhanced data for global evolution).

uske baad 2.5 G lauch hue jiski speed 144kb/s tak ho gayi,aur isko 2G cellular technology b kehte he isme web browsing b hone lagi aue hum e-mail bej sakte the.

3.       3G
 launch hue 2000 me aur isme hum audio aur video file send ya recieve kar sakte the aur iski speed 5mb/s tak badd gayi ,ye network jayda secure tha aur jis phone me 3G tha wo hi smart phone kehlaye , ab hum video conferencing kar sakte the , 3D gaming hone lagi iski frequency 5-20MHz hoti he , isme network sign H aata he mean hspa (high speed packet access).


4.       4G ko mobile broadband anywhere b kehte he aur isko LTE b kehte he means long term evolution iski speed 50mb/s se lekar 500gb/s ho sakti he , ye 2011 me launch hue , ye network kafi secure he aur isse QOS b kehte he aur iski cost b kam he , iski frequency 100 MHz he , isme network sign 4g ya LTE aata he means (long term evolution)

5.      5G me apko bahut hi jayada speed milegi aur ye bahut hi sasti b hogi . 5G network ko machine to machine technology b kehte he aur isko internet of things b keh sakte he, isme apko speed 500mb/s se lekar 1gb/s tak ho sakti he ya usse b jayada , aur ye 2020 tak aa sakti he .



Agar fir b koi problem aye to niche comment box me comment kare ,
Me apki poori help karuga.


Post a Comment

2 Comments

thank you dost